Mobile phone ke fayde aur nuksan
Mobile phone ke fayde
pahle to mobile phone Aaj Har vyakti ki jarurat ban gaya hai .
Chahe a a cycle chalane wala Ho yah motor kar chalane wala Ho
phone ke fayde mein ham kisi ko bhi phone kar sakte hain aur yah mobile Ek Chhota hota hai isiliye ham isko Hamare pass Rakh sakte hain aur ham iska upyog kar sakte hain
is mobile se ham Kisi Ka Bhi mobile contact number Rakh sakte hain Hamare mobile mein kisi bhi audio video photo Rakh sakte hain
aur mobile main camera ki vajah se ham Kisi Ki Bhi photo video nikal sakte hain
aur mobile mein navigation hone ki vajah se Kisi bhi Jagah ka map dekh sakte hain aur Kisi bhi vyakti kahin se bhi Apni Jagah per pahunch sakta hai
mobile mein memory hone ki vajah se ham Kisi bhi video photo audio store kar sakte hain aur dher Sara beta Apne Sath Rakh sakta hai
mobile ki vajah se ham Kisi bhi Doston Se Baat kar sakte hain Kisi bhi durghatna ke Samay Humko mobile dwara Apne Parivar ka contact kar sakte hain
Kisi Ka Bhi contact kar sakte hain hospital ke Samay mein bhi Humko Bada kam Aata Hai
mobile phone ki vajah se ham Kisi Ka Bhi bill payment kar sakte hain gas cylinder book kar sakte hain mobile phone Hamari Suvidha ke liye Banaya Gaya Hai aur aaj ke Samay mein Suvidha Ke alava Log Manoranjan main upyog Jyada kar rahe hain
Mobile phone ke nuksan
aaj ke nojavan jyadatar mobile use kar rahe hai
aur Kahin Bhi vahan chalate Samay Apne Kanoon mein hansfree lagakar vahan chalate Hain to durgatna hone ki Sambhavna Rehti Hai
Iski vajah se a iska yah Bhi Ek Gair fayda hai hi aur jyadatar log Facebook aur kahin sari chatting app dwara chatting karte ho to usse bhi Apne dimag mein bahut nuksan Hota Hai
Kahin log raat ko der Raat Tak phone use karte hain to uski light ki vajah se apni aankhon ko bada nuksan Hota Hai
aur aap ki Aankhen kharab ho sakti hai
Kahin log der Raat tak mobile ka use karte hain to usko Nind kam Aane Ki Bimari bhi ho sakti hai
aur is Samay ke naujawan mobile mein ashlil movie dekhte hain to uski vajah se dimag Mein Bada Asar padta hai
pahle Khali Samay Mein log Ek dusre Se baten Kiya Karte The aaj ke Samay mein jyadatar log apne mobile main rahte hain
mobile mein Rahane ki vajah se a Apne dimag per Bada Hi kharab Asar padta hai
mobile phone ki ki vajah se cybercrime ke case bhi badh gaye h
Mobile phone ke niche ke Karan durghatna Ke clach Bhi badh gaye h
To the Hamare mobile ke fayde aur nuksan
mobile ka Sahi upyog karne se fayde hi fayde mobile ka Sahi upyog karna Aana chahie
No comments:
Post a comment